 |
Khushi jab Bhi Teri - Lyrics - Jubin Nautiyal - Khushalii Kumar |
- Song: Khushi jab Bhi Teri
Khushi jab Bhi Teri - Lyrics - Jubin Nautiyal
Saari galliya teri
Jagmaga dunga mai
Har subah teri khud ko
Bana dunga mai
Sari galiya teri
Jagmaga dunga mai
Har subah teri khud ko
Bana dunga mai
Tu chalegi jo ghar se
Nikal ke kahi
Toh raaste mei khud ko
Bicha dunga main
Khuda jane mujh mein
Tu kya dekhti hain
Main tujh mein khuda ka
Karam dekhta hoon
Khushi jab-bhi teri
Ho khushi jab-bhi teri
Mai kamm dekhta hoon
Khushi jab-bhi teri
Main kamm dekhta hoon
Toh fir mai kaha
Apne gam dekhta hoon
Khushi jab-bhi teri
Main kamm dekhta hoon
Toh fir mai kaha
Apne gam dekhta hoon
Kayi roz tak
Pani peeta nahi phir
Haa kayi roz tak
Pani peeta nahi phir
Mai jab teri aankho ko
Nam dekhta hoon
Khushi jab-bhi teri
Ho tu dekhe na dekhe
Hume gham nahi
Magar tujhko dekhe
Bina hum nahi
Tu dekhe na dekhe
Hume gham nahi
Magar tujhko dekhe
Bina hum nahi
Khayalo mei har pal
Hi rehta hain tu
Ye rehne ko zinda
Hume kamm nahi
Tere saath ke ek
Lamhe mein bhi mai
Tere saath ke sau
Jaanam dekhta hoon
Khushi jab-bhi
Tujhko kiya yad
Duniya bhoolayi hain
Seene mein aisi
Lagan ik lagayi hain
Teri tanhai meri
Jan pe bann ayi hai
Milne ki mangu dua
Milne ki mangu dua
Nazar bhar ke jab
Dekhta hoon tujhe mai
Toh zhakhmo pe dil ke
Marham dekhta hoon
Khushi jab-bhi teri
Main kamm dekhta hoon
Toh fir mai kaha
Apne gam dekhta hoon
Khushi jab-bhi teri
Main kamm dekhta hoon
Toh fir mai kaha
Apne gam dekhta hoon
Khushi jab-bhi teri
Khushi jab-bhi teri
Khushi jab-bhi teri
0 Comments
Please Do not Post any spam link in comments
Emoji